10 Most Jhakaas Dialogues Of Anil Kapoor

author-image
Hardik Shah
Updated On
New Update

Bollywood actor Anil Kapoor turns a year older today and on the occasion of his 60th birthday, we bring you his top ten most memorable dialogues:

1. Maska hai maska... ek dum jhakaas! (Yudh)

2. Police ki goli mein itna loha hai, ek baar thok di na... toh zindagi bhar tere khoon mein iron ki kami nahi hogi - (Shootout At Wadala)

3. Do waqt ki roti kamata hoon, panch waqt ki namaaz padhta hoon, is se zyada meri zarurat nahi, aur mujhe khareedne ki teri aukaat nahi - (Shootout At Wadala)

4. Shatranj ke mohre wahi hai, magar baazi palat chuki hai - (Meri Jung)

5. Aapki sharafat ke chakkar mein main qaede mein hoon, warna ab tak mere khud ke do char Al-Qaedey hotey  - (Welcome Back)

6. Pyar toh rahega, uske dil mein nafrat ki tarah aur mere dil mein nasoor ki tarah – (Tezaab)

7. Police asli ho ya nakli, aati saali hamesha late hi hai – (Musafir)

8. Aaj tak tum log baimaani aur zulm ka bazaar garam karte rahey, magar ab tumharey zulm aur paap ke pyale chalak uthe hai, ab tumhare ek-ek jurm ka hisaab liya jayega - (Mr. India)

9. Jab baat ek shareef aadmi ki izzat ki aati hai na, toh usse bada gunda koi nahi hota -(Welcome Back)

10. Hamara har jawaan ek nuclear bomb hai - Pukar

publive-image

Anil Kapoor